Posts

Showing posts with the label Hell

The echoes of those lies...

Image
The stories that I told myself to ease the lonely ache now haunt my waking moments, the promises they break. •The phantom comfort, woven in the night, Now claws at dawn, and steals away the light. •I built a fortress, from illusions spun, But shadows creep, and battles are begun. •Each whispered 'maybe,' each imagined grace, Returns a specter, in this empty space. •The echoes of those lies, a constant, chilling sound, Where solace once resided, now only wounds are found.   •The painted smiles, the words I longed to hear, Now twist and mock me, fueled by rising fear. •My heart, a stage where fantasies once played, Now holds a theater, where truths are re-betrayed. •The warmth I sought, within my crafted dream,  Has turned to frost, a cold and bitter gleam.

I peered into Jannah and saw that the majority...

Image
RasoolAllahﷺ farmate hain:  "Maine Jannat mein jhank kar dekha to Jannatiyon mein ziyadati gareebon ki nazar aayi, aur maine Dozakh mein jhank kar dekha to Dozakiyon mein kasrat avraton ki nazar aayi." Ye hadees humein do aham baatein samjhati hai:  1. Jannat mein Ghareebon ki Aksariyat   Nabi Kareemﷺ ne jab Jannat mein jhank kar dekha to wahan zyadatar ghareeb log the. Iska ye matlab nahi ke sirf ghareeb log Jannat mein jayenge, balki iska maqsad ye hai ke jo log duniya mein tangdasti aur mushkilat ke bawajood Allah ka shukr karte hain, sabr se kaam lete hain, aur apni zindagi deen ke mutabiq guzarte hain, unka ajar Jannat hai.  Islam mein ameer hona buri baat nahi, lekin ameer log jab maal ka ghamand karte hain, Allah ki ibadat se door hote hain, ya gareebon ki madad nahi karte, to unke liye musibat hoti hai. Isliye, aksar gareeb log sabr aur shukr ki wajah Se Jannat mein zyada honge.  2. Jahannam mein Auraton ki Kasrat  Is hadees ka ye matlab nahi hai ke...