Posts

Showing posts with the label Muharram

Muharram ul Haram

Image
Muharram-ul-Haram Conversation between Imam Hussain (AS) and Yazeed پَلید Imam Sadiq (as) se ravi ne sawaal kiya, "Main kabhi kabhi Imam Hussain (as) ko yaad karta hoon to kya karu'n? 'Aap ne farmaya, "3 baar kaho (SALLALLAHU ALAIKA YA ABA ABDILLAH) kyon ki nazdeek se Salaam kiya jaaye ya duur se wo beherhaal un tak pahunch jaata hai". - Imam Sadiq (as) Afzal Hai Kul Jahan Se Gharana Hussain Ka, Nabiyon Ka Tajdar Hai Nana Hussain Ka, Ik Pal Ki Thi Bas Hukumat Yazeed Ki, Sadiyaan Hussain Ki Hain Zamana Hussain Ka. -AmbivertSyed